Skip to content

Intezaar (इंतज़ार) || hindi shayari || two line shayari

Yuhi waqt bewaqt teri raah takte barso beet gye
Fir bhi meri nazro me tere liye intezaar wahi hain… 🥀

यूँहीं वक़्त बेवक़्त तेरी राह तकते बरसों बीत गए
फ़िर भी मेरी नज़रों मे तेरे लिए इंतज़ार वही हैं।। 🥀

Title: Intezaar (इंतज़ार) || hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


LIFE KA FUNDA

CHAL PADE HEY IS RAHO ME KOI DUNDH NA PAYE,

AAYE AISI MOT K KOI RO NA PAAYE,

INTZAR ME BAITHE THEY K AAJ KA DIN GUJAR JAAYE,

KYA PATA MARNE KE BAAD KIS JANAM ME CHALE JAAYE.

Title: LIFE KA FUNDA


Nafrat || two line hindi shayari

Ye jaruri tha ki tumse nafrat krte
Agar ye n hota to tumse mohabbat hoti🙃

ये ज़रूरी था कि तुमसे नफरत करते
अगर ये ना होता तो तुमसे मोहोब्बत होती🙃

Title: Nafrat || two line hindi shayari