
Tere vehde vich khushiya bikher dwangi..!!
Tere berang din jo beet rahe ne
Intezaar kar mera mein samet lwangi..!!

Maut to aani hi hai..
Phir beemari se hi sahi…
Fikar to honi hi hai..
Phir pareshaani hi sahi…🍁
मौत तो आनी ही है..
फिर बीमारी से ही सही…
फिक्र तो होनी ही है..
फिर परेशानी ही सही…🍁
chalo likhti hu apne zindagi ke sabse ehem hisse ke bare me
shabd hi kam pargaye jab socha maa ke bare me
har mushkil me saath dete ek bas use dekha hai
khuda to na dekha maine par uski shaktiyon ko apni maa me dekha hai
bachpan ki beeti baaton ko main bhool kabhi na paati hu
pyar to bahut karti hoon aapse bs izhar nahi kar pati hoon