Skip to content

Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari

Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️

इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️

Title: Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyaar ke karz || 2 lines love shayari

Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai

Title: Pyaar ke karz || 2 lines love shayari


Ae baadal || beautiful hindi shayari on love

Ae baadal itna na baras ke vo aa na sake,
Uske aane ke baad itna baras ke vo ja na sake😌🙈

ए बादल इतना न बरस के वो आ ना सके,
उसके आने के बाद इतना बरस के वो जा न सके।😌🙈

Title: Ae baadal || beautiful hindi shayari on love