Skip to content
Two line shayari || E khuda eh ishq da ki nazara e
Kise layi e gunah te kise jano pyara e..!!
E khuda eh ishq da ki nazara e
Kise layi e gunah te kise jano pyara e..!!

Title: Ishq da nazara || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil ki aawaz likhta hu || sad but true shayari || sad in love

Kalam chalti hai to dil ki awaz likhta hu
Gam aur judaai ke andaz-e-byan likhta hu
Rukte nhi hai meri aankhon mein aansu
Mein jab bhi uski yaad mein alfaaz likhta hu 💔

कलम चलती है तो दिल की आवाज लिखता हूँ,
गम और जुदाई के अंदाज़-ए-बयां लिखता हूँ,
रुकते नहीं हैं मेरी आँखों से आँसू,
मैं जब भी उसकी याद में अल्फाज़ लिखता हूँ।💔

Title: Dil ki aawaz likhta hu || sad but true shayari || sad in love


Bewafai ka bazaar || Hindi shayari sach

BEWAFAI KA BAZAAR || HINDI SHAYARI SACH
Bewafai ke bazaar me maine tujhe biktey dekha hai
wo pyaar to humse karta hai par
maine usse gairo ko khat likhtey dekha hai
Arsh tu shayar nahi tu kayar hai
kyunki maine gairo ki baho me
tujhe chhipte dekha hai