Skip to content

Ishq ki khoobsurti || hindi love shayari || beaUTIFUL LINES

Ishq ki khoobsurti yahi hai
Ye sabse pehle karne wale ko maarta hai❤️

ईश्क की खूबसूरती यही है
ये सबसे पहले इसे करने वालो को मारता है❤️

Title: Ishq ki khoobsurti || hindi love shayari || beaUTIFUL LINES

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sapne || hindi shayari

Nazron mein kaid hai mere kuch haseen sapne
Mein ankhein band kar lu to duniya mujhe tanha karaar deti hai
Agar hawayon ko choo lun ti mere par kaat deti hai
Sapne dekhna to aadat hai meri
Bas yahi ek khushi hai jo mera gam bant deti hai…

नजरों में कैद हैं मेरे कुछ हसीन सपने…
मै आँखे बंद कर लूं तो दुनिया मुझे तनहा करार देती है,
अगर हवाओं को छू लूं तो मेरे पर काट देती है,
सपने देखना तो आदत है मेरी,
बस यही एक खुशी है जो मेरा गम बांट देती है…

Title: Sapne || hindi shayari


Rabb se dua || 2 lines hindi shayari for love dua

Use chhod jaane ke liye ek bahana kaafi hai
wo har pal rahe paas mere dua jehi rabb se maangi hai

ਉਸੇ ਛੋਡ ਜਾਣੇ ਕੇ ਲਿਏ ਏਕ ਬਹਾਨਾ ਕਾਫ਼ੀ ਹੈ,
ਵੋ ਹਰ ਪਲ ਰਹੇ ਪਾਸ ਮੇਰੇ ਦੁਆ ਜਹੀ ਰੱਬ ਸੇ ਮਾਂਗੀ ਹੈ

Title: Rabb se dua || 2 lines hindi shayari for love dua