Skip to content

Ishq || love hindi shayari

Kon kehta ki sirf paa lena hi ishq hai
yaar ko khokar uski yaad me dube rehna bhi ishq hai..❤️

कौन कहता है कि सिर्फ पा लेना ही इश्क़ है
यार को खो कर उसकी याद में डूबे रहना भी इश्क़ है..❤️

Title: Ishq || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Usse pyar karta hoon || love hindi shayari

Ye fard-e-jurm hai mujh par 
Ki usse pyar karta hu
Mai filhaal to is ilzaam se inkar karta hu✨

ये फर्द-ए-जुर्म है मुझ पर
कि उससे प्यार करता हूँ
मैं फिलहाल तो इस इल्ज़ाम से इनकार करता हूँ✨

Title: Usse pyar karta hoon || love hindi shayari


Maaf kari || sad shayari Punjabi in 2 lines

Asi aap taa taitho door hunde nahi
par je rabb ne kita taa maaf kari

ਅਸੀਂ ਆਪ ਤਾਂ ਤੈਥੋਂ ਦੂਰ ਹੁੰਦੇ ਨਹੀਂ,
ਪਰ ਜੇ ਰੱਬ ਨੇ ਕੀਤਾ ਤਾਂ ਮਾਫ ਕਰੀਂ 🙏

Title: Maaf kari || sad shayari Punjabi in 2 lines