ISHQ WALA LOVE SONG || Whatsapp Video Status 2 in 1 || female voice shayari
Tuje pyar hai hmse j jante h hm
Byan na kr payoge j b mante h hm
Ankhein apki sb Byan kr deti hai hzur
Ankhon se ki batein khoob pehchante h hm
Suno ab tum haal hmare dil ka
J dil b tere khyalon m hi khone lga hai..
Tuje b h pr fr b muje Jada hai..
Pyar se b Jada pyar tujse hone lga h..
Pyar hme b beshumar h..pyar tume b shiddt se hai
Frk sirf itna hai..tuje aaj abi abi hua hmse..
Hmein hua tujse kai muddat se h..!!
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sadde naal hi baith la || punjabi shayari
je apni mehfila laa ke v
saadiyaa galla karniyaa
fer saade naal hi baith lyaa kar
ਜੇ ਆਪਣੀ ਮਹਫ਼ਿਲਾਂ ਲਾ ਕੇ ਵੀ
ਸਾਡੀਆਂ ਗੱਲਾਂ ਕਰਨੀਆ
ਫੇਰ ਸਾਡੇ ਨਾਲ ਹੀ ਬੈਠ ਲਿਆ ਕਰ
Title: sadde naal hi baith la || punjabi shayari
Bhula na paya || hindi shayari love
Juda karne ki koshish to bahuton ne ki thi,
Lekin Aaj tak use main bhula na paya,
Pyaar pane ki koshish to humne bhi bahot ki thi,
Magar aaj tak tumhaara pyar mil na paya
@80rullah
