Skip to content

Ithe saare matlab de yaar || sad shayari

ਇਥੇ ਸਾਰੇ ਮਤਲਬ ਦੇ ਯਾਰ ਨੇਂ
ਜਦੋਂ ਤਕ ਪੈਸਾ ਓਹਦੋਂ ਤੱਕ ਪਿਆਰ ਨੇਂ
ਜਿਨ੍ਹਾਂ ਮਰਜ਼ੀ ਕਰਲੋ ਕਿਸੇ ਲਈ
ਐਹਣਾ ਲਈ ਦਿਲ ਦੇ ਸਾਫ਼ ਬੰਦੇ ਬੇਕਾਰ ਨੇ

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

 

Title: Ithe saare matlab de yaar || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Best hindi shayari for whatsapp status || true lines on life || best hindi status

Uski akhon ko nam Matt kar k jana
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!

Title: Best hindi shayari for whatsapp status || true lines on life || best hindi status


Tere zakhmo ko || hindi sad shayari

Tu bewafa hai yeh tujhe || hindi shayari
Tu bewafa hai yeh tujhe
kabhi keh na sakaa
nazaane kyu tere bin reh na sakaa
yeh to mere shabad hai jo
mujhe sambhale huye hai
warnaa mai toh tere diye
zakhmo ko bhi seh naa skaa