Skip to content

Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Itni Muddat Baad #Gazal# 

Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho

Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho

Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho

Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!

Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


samandar ke beech || Dard shayari

samandar ke beech pahunch kar fareb kiya usane,
vo kahata to sahee… kinaare par hee doob jaate ham..

समंदर के बीच पहुँच कर फ़रेब किया उसने,
वो कहता तो सही… किनारे पर ही डूब जाते हम..

Title: samandar ke beech || Dard shayari


School ko alvida || School Shayari in hindi

स्कूल को अलविदा कहने से पहले
दोस्तों को यह बताना चाहता है,
यह आखिरी दिन सिर्फ
अपने दोस्तों के साथ बिताना चाहता हूँ.

Title: School ko alvida || School Shayari in hindi