Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ka mukaam || hindi shayari || two line shayari
Har zindagi ke akhir mein yahi mukam aaya hai,
Shaakh se toot kar patta bikharne ke kaam aaya hai🙃
हर ज़िन्दगी के आखिर में यही मुक़ाम आया है,
शाख से टूटकर पत्ता बिखरने के काम आया है🙃





