Skip to content

Its not how you are

Title: Its not how you are

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat || hindi shayari || urdu shayari

Mohobbat mein wafa hoti hai wazu ki trah,
Bina wazu ke toh namaz bhi qubool nahi hoti❣️

मोहोब्बत में वफ़ा होती है वज़ू की तरह
बिना वजह के तो नामज़ भी कबूल नही होती❣️
 

Title: Mohabbat || hindi shayari || urdu shayari


Jab tak tujhe na dekhu mein || hindi shayari || love shayari

Jab tak tujhe na dekho mai tab tak  lagta hai jaise 
subha ki chai mili na ho
jab tak tujhse baat na ho tab tak lagta hai 
chai ki chuski li na ho😋

जब तक तुझे न देखू मैं तब तक लगता है जैसे
सुबह की चाय मिली न हो
जब तक तुझसे बात न हो तब तक लगता है
चाय की चुस्की ली न हो😋

Title: Jab tak tujhe na dekhu mein || hindi shayari || love shayari