Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari
Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai
क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।
– विक्रम
Title: bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari
Bakhuda sirf tujhiko chahta hai | WhatsApp status
WhatsApp video status:
J mera pagl sa dil…
Yaha b jata hai na….tujko hi pata hai…
Bakhuda…sirf or sirf tujko chahta hai…
Sirf tujhiko chahta hai…
Hale dil tujko sunata…dil agr j bol pata…
Bakhuda tujko hai chahta jaaaannnn…
