Jb ap se koi madad mange toh ye soch liya Kare ke usne ap se phele apne rab se madad mangi hogi aur phir usi rab ne apka pata bataya hoga ye soch kar madad kr diya kare..🫀🙏
Jb ap se koi madad mange toh ye soch liya Kare ke usne ap se phele apne rab se madad mangi hogi aur phir usi rab ne apka pata bataya hoga ye soch kar madad kr diya kare..🫀🙏
Chand mein baithkar subah ka intzaar karta hu
Thoda kal sochkar aaj izhaar karta hu
Jab bhi meri nadaniyon ne galti karne ki izazat di hai
Tab mere bure waqt ne bhi meri hifazat ki hai..
चांद में बैठकर सुबह का इंतज़ार करता हूं,
थोड़ा कल सोचकर आज इजहार करता हूं…
जब भी मेरी नादानियो ने गलती करने की इजाज़त दी है,
तब मेरे बुरे वक्त ने भी हमेशा मेरी हिफाज़त की है…
