जब रुलाना ही था तो पहले ही रूला देते
इतना अफसोस ना होता और तुम्हें कबका हम भुला देते
Tu reh befikraa
asi teri fikar vich jeonde rahaange
tu maadha taa kade v nahi si
maadhe taa asi aa te aish gal nu yaad karke
asi holi holi marde rahange
ਤੂੰ ਰੇਹ ਬੇਫਿਕਰਾ
ਅਸੀਂ ਤੇਰੀ ਫ਼ਿਕਰ ਵਿੱਚ ਜਿਉਂਦੇ ਰਹਾਂਗੇ
ਤੂੰ ਮਾੜਾ ਤਾਂ ਕਦੇ ਵੀ ਨਹੀਂ ਸੀ
ਮਾੜੇ ਤਾਂ ਅਸੀਂ ਆ ਤੇ ਐਸ਼ ਗਲ਼ ਨੂੰ ਯਾਦ ਕਰਕੇ
ਅਸੀਂ ਹੋਲ਼ੀ ਹੋਲ਼ੀ ਮਰਦੇ ਰਹਾਂਗੇ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷
Bhulã de meri mañzil , le chal mujhe
Asmaãno ke uñchaãiyon paṛ
Sagãr ke is safar me tu le chal mujhe reth̤ ke sehraoñ paṛ
Koshish̤ tab bhi jari tha Koshish̤ aaj bhi jari hai
Koshish̤oñ ke is alam me , mujhe le chal hausle ke bulañdiyoñ paṛ
Ye na dek ke mai kis ghar se nikal aya hu , Tu kisi roż dekhegã mujhe meri manziloñ paṛ
Chalta Rahuñ mai is safar me din raat , be hisãb aur besabãr
Tu mera ñaam lega , Mujhko meri manziloñ ki Shaañ paṛ
Kya khoob the wo safar aur wo safar ke pathaṛ
Mere mehñat ka gawaãhi dene sare taiyar hain is safar ka ek ek paťťa ek ek pathaṛ
Ye badal ye suraj aur ye samañdar jama hoñge mere adalat paṛ
Tu dekhega mujhe isi duniya ke taaj-o-takht paṛ
Milega mañzil mujhe bhi kisi roz
Tu sunega mere ñaam ke charche asmaño par
Bhula de meri mañzil , le chal mujhe
Asmano ke uñchaaiyon paṛ