Skip to content

Jab vo bewafa huye || Love Shayari in Hindi || sad shayari

आग लगी दिल में जब वो खफ़ा हुए,
एहसास हुआ तब, जब वो जुदा हुए,
करके वफ़ा वो हमे कुछ दे न सके,
लेकिन दे गये बहुत कुछ जब वो वेबफा हुए।💔

Title: Jab vo bewafa huye || Love Shayari in Hindi || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖

Title: Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari


Dil ka dard || dard shayari hindi

Dil ka dard shupaye baithe hai
ham unke saamne muskuraye baithe hai

दिल का दर्द छुपाए बैठे है,

हम उनके सामने मुस्कुराये बैठे है।

Title: Dil ka dard || dard shayari hindi