Skip to content

Jab yaad aati hai || Love

Jab yaad aati hai…

Toh aankh bhar aati hai…

Tumse mill kr…

Zindgi khoobsurat nazar aati hai…

जब याद आती है…

तो आँख भर आती है…

तुमसे मिल कर..

ज़िन्दगी खूबसूरत नज़र आती है…

Title: Jab yaad aati hai || Love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaad bhut rulati h || yaad status 2 lines

I am not okk yaar
Tumhari yaad bhut rulati ha😭

Title: Tumhari yaad bhut rulati h || yaad status 2 lines


Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari

Mar ke mitti mein milunga,
Khaad ho jaunga mein.
Phir khilunga saakh par,
Aabaad ho jaunga mein..
Baar baar aaunga tere najar ke saamne,
Aur phir ek roz teri yaad hojaunga mein…

मर के मिट्टी में मिलूंगा
खाद हो जाऊंगा मैं
फिर खिलूंगा साख पर
आबाद हो जाऊंगा मैं
बार बार आऊंगा तेरी नजर के सामने
और फिर एक रोज तेरी याद हो जाऊंगा मैं

Title: Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari