Skip to content

JAD TERE NAINA NE || Sad bewafai status

Sab samaj gaye c eh nain
k kade kise wafa ne meri zindagi ch nai auna
jad bin jubani tere naina ne bewafai sunai c

ਸਬ ਸਮਝ ਗਏ ਸੀ ਇਹ ਨੈਣ
ਕਿ ਕਦੇ ਕਿਸੇ ਵਫਾ ਨੇ ਮੇਰੀ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ‘ਚ ਨਹੀਂ ਆਉਣਾ
ਜਦ ਬਿਨ ਜੁਬਾਨੀ ਤੇਰੇ ਨੈਣਾਂ ਨੇ ਬੇਵਫਾਈ ਸੁਣਾਈ ਸੀ

Title: JAD TERE NAINA NE || Sad bewafai status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari


Hindi shayari || two line sad shayari

Bichhad ke tujhse kisi dusre pe mrna hai 
Ye tazurba bhi isi zindagi me krna hai 🍁

बिछड़ के तुझसे किसी दूसरे पे मरना है
ये तज़ुर्बा भी इसी ज़िन्दगी में करना है🍁

Title: Hindi shayari || two line sad shayari