Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
Title: Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
Hum vo aashiq hain || two line Hindi shayari
Meri jaan mat chupaya karo humse apni pareshaniya
Hum vo aashiq hain jo chehra dekhkar hi samjh jate hain 🍂
मेरी जान मत छुपाया करो हमसे अपनी परेशानियां॥
हम वो आशिक है जो चेहरा देखकर ही समझ जाते हैं॥🍂

