Enjoy Every Movement of life!
Tum bhool kar agar mujhe aage badh pao..
To samajh lena ke tumne kitne shiddat se yaad kiya tha🙃
तुम भूल कर अगर मुझे आगे बढ़ पाओ…
तो समझ लेना कि तुमने कितने शिद्दत से याद किया था🙃
Ae baadal itna na baras ke vo aa na sake,
Uske aane ke baad itna baras ke vo ja na sake😌🙈
ए बादल इतना न बरस के वो आ ना सके,
उसके आने के बाद इतना बरस के वो जा न सके।😌🙈
