Youn to main chah raha hun..
Youn to main chah raha hun..2
chah me meri ek chah hai
chale tu mere janaje ke peechhe,
mere marne ke baad.
youn to main ye sab chah rha hun..
par tere janaje ke peechhe ja raha hun..
Youn to main chah raha hun..
Youn to main chah raha hun..2
chah me meri ek chah hai
chale tu mere janaje ke peechhe,
mere marne ke baad.
youn to main ye sab chah rha hun..
par tere janaje ke peechhe ja raha hun..

Maine usko dekha toh kuch aur dekha hi nahi,in ankhon se tera chehra utara hi nahi,khuda bhi kya Kamal karta hai dil kamzoor de kar ushi par war karta hai.
Tera chehra dekha toh phir kuch aankhon ko dekha nahi ,Kaash kuch toh lafaza hote,jinme ye likh pati ki kya Kamal tu lagata,tujhe din mein ek baar dekhlu toh din bakamal lagta hai,teri ankhon mein dekha toh samjhdar ki gheari mujhe kaam lagi, Teri hans mein mujhe apni Dil ki dhadkan dekhi Kaash tujhe mein bata pata ki kitna mujhse tu Kamal lgta hai, tujhe dekh lu toh bakamal lagta hai..!!