Skip to content

Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best

Jaane kon kon se Raaz kholti hai
Khamoshi jab sir chhad kar bolti hai

Le jaati hai mujhe Andheri galiyon m
Fir der tk meri nbz tatolti hai

Durr rehne ki iss se kai minnate ki mene
Teri hamraaz hoon reh reh kar Bolti hai

Kya milta hai ise gade murde udkhad kar
Raat raat bhar laasho sang dolti hai

Zehr .. tezaab… Awara khushuye
Kya kya aakar zehn m gholti hai

Mere badan m uthi hai basi limsa koi
Bechain rooh mano tera rasta tatoli hai

Title: Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Gumnaam || punjabi shayari || ghaint status

Mein gumnaam hi changa haan
Jekar naam hoyia
Taan koi mashoor badnaam hovega✌️

ਮੈਂ ਗੁੰਮਨਾਮ ਹੀ ਚੰਗਾ ਹਾਂ
ਜੇਕਰ ਨਾਮ ਹੋਇਆ
ਤਾਂ ਕੋਈ ਮਸ਼ਹੂਰ ਬਦਨਾਮ ਹੋਵੇਗਾ✌️

Title: Gumnaam || punjabi shayari || ghaint status


Don’t stop || English quotes

English quotes || motivation || Don't stop quotes

Title: Don’t stop || English quotes