Skip to content

Jawab dene h || sad hindi shayari

jinse nafrat krna sikhe tu humse kuchh ese khawab dene h
Jin raaton me tode waade kiye unhe tujhe jawab dene h ,

Sabi singh

Title: Jawab dene h || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


don’t need to waste your time || english best life quote

Don’t need to waste your time on someone
who only wants you around when
you fits their needs

Title: don’t need to waste your time || english best life quote


Gam zindagi mein || sad hindi shayari

Teri ankhon ka zikar jo mein, apne dil se na karta
Aaj bhi khush hi hota, mein jeene se na darta
Vese to gam zindagi mein, aur bhi likhe hain meri
Kishte kayi aur bhi hai, tere pyar ki udhaari ka vyaj to na bharta…

तेरी आँखों का जिक्र जो मैं, अपने दिल से ना करता..
आज भी खुश ही होता, मैं जीने से ना डरता..
वैसे तो गम जिंदगी में, और भी लिखे हैं मेरी..
किश्तें कई और भी हैं, तेरे प्यार की उधारी का व्याज तो न भरता….

Title: Gam zindagi mein || sad hindi shayari