Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Keh Raha Hai Aap Sa Koi Nai || 2lines best status hindi
Aayina Phaila Raha Hai KhudFarebi Ka Ye Marz,
Har Kisi Se Keh Raha Hai Aap Sa Koi Nai.
आईना फैला रहा है खुदफरेबी का ये मर्ज,
हर किसी से कह रहा है आप सा कोई नहीं।
Title: Keh Raha Hai Aap Sa Koi Nai || 2lines best status hindi
Tum bhi badhe || hindi best status
tum bhi badhe bhole ho
har ek jhooth ko sach maante ho
ham subah kush to shaam ko kush
aur tumhe lagta hai, tum hame jante ho
तुम भी बड़े भोले हो,
हर एक झूठ को सच मानते हो।।
हम सुबह कुछ तो शाम को कुछ,और तुम्हे लगता है , तुम हमें जानते हो।।
