Skip to content

jeena chaahata hoon || Uski yaade shayari hindi

jeena chaahata hoon magar jidagee raaz nahin aatee,
marana chaahata hoon magar maut paas nahin aatee,
udaas hu is jinadagee se,
kyukee usakee yaade bhee to tarapaane se baaj nahin aatee..

जीना चाहता हूँ मगर जिदगी राज़ नहीं आती,
मरना चाहता हूँ मगर मौत पास नहीं आती,
उदास हु इस जिनदगी से,
क्युकी उसकी यादे भी तो तरपाने से बाज नहीं आती..

Title: jeena chaahata hoon || Uski yaade shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teri aankhon se || True love shayari hindi

Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.

Title: Teri aankhon se || True love shayari hindi


Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari

Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi …
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..🙌.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..💔💯

Title: Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari