Skip to content

Jehda pyar naal takke || Attitude shayari

Jehda pyar naal takke ohnu takk laida
jehda ghur_ghur dekhe ohnu chak laida.
Dhaliwal

Title: Jehda pyar naal takke || Attitude shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari

Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai

क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।

– विक्रम

Title: bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari


Hum khud mein ek samandar || beautiful hindi shayari

Samajh chuke is duniya ko, tu kya mujhe samjhayega
Hum khud mein ek samandar hain, tu kya humein dubayega🙌

समझ चुके इस दुनिया को,तू क्या मुझे समझाएगा
हम खुदमे एक समँदर है,तू क्या मुझे डुबाएगा🙌

Title: Hum khud mein ek samandar || beautiful hindi shayari