Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi shayari sad || Unhe zameen dekhne ki
हमारे लिए उनके दिल में चाहत ना थी ,
किसी ख़ुशी में कोई दावत ना थी ,
हमने दिल उनके कदमों में रख दिया ,
पर उन्हें ज़मीन देखने की आदत ना थी।
Hamaare liye unke dil me chahat na thi,
kisi khushi me koi dawaat na thi
hamne dil unke kadmon me rakh diya
par unhe zameen dekhne ki aadat naa thi

Title: Hindi shayari sad || Unhe zameen dekhne ki
Faaslo ka ehsaas || 2 lines punjabi and hindi status
faslo ka ehsaas tab huaa jab maine
kaha “theek hu” aur usne maan liya
ਫ਼ਾਸਲੋ ਕਾ ਅਹਿਸਾਸ ਤਬ ਹੁਆ ਜਬ ਮੈਂਨੇ
ਕਹਾ ” ਠੀਕ ਹੂੰ ” ਔਰ ਉਸਨੇ ਮਾਨ ਲਿਆ…

