Skip to content

Jiona mein mere layi || broken in love || sad Punjabi status

Bhut kuj kareya e tere layi🙂
Hun bas jiona e mein mere layi🙏..!!

ਬਹੁਤ ਕੁਝ ਕਰਿਆ ਏ ਤੇਰੇ ਲਈ🙂
ਹੁਣ ਬਸ ਜਿਉਣਾ ਏ ਮੈਂ ਮੇਰੇ ਲਈ🙏..!!

Title: Jiona mein mere layi || broken in love || sad Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhool gaye tum hume || hindi shayari best

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi..

Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha 

Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum

Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam 

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b

Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……

Title: Bhool gaye tum hume || hindi shayari best


Aadatein ashi ho to || aadat shayari

Aadatein acchi ho to badal na q
Zamane bhar se chupna q
Khubsurat ye zindegi ,bass ek baar hi milti hai
Phir kisike daar se isse gawana q

आदतें अच्छी हो तो बदलना क्यूं
ज़माने भर से छुपाना क्यूं
खूबसूरत ये ज़िंदगी , बस एक बार ही मिलती है
फिर किसी के डर से , इसे गवाना क्यूं

Title: Aadatein ashi ho to || aadat shayari