Skip to content

jise mohabbat kee kadr || SO Sad hindi status

chhod dee hamane hamesha ke lie usakee aarajoo karana,
jise mohabbat kee kadr na ho use duao me kya maangana…

छोड दी हमने हमेशा के लिए उसकी आरजू करना,
जिसे मोहब्बत की कद्र ना हो उसे दुआओ मे क्या मांगना…

Title: jise mohabbat kee kadr || SO Sad hindi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat ke shartein

Meri zulfon ke gehro mein sukoon mile toh kehna,

Lambi si raatein ab mere saath choti lagne lage toh kehna,

Aur mujhse door rehkr bhi, mujhi si pyaar kr sako toh kehna..

Kyunki iss baar mohabbat nibha pao toh hi rehna.

Title: Mohabbat ke shartein


Urdu Ghazal or Shayari || love shayari

جو حق تمھیں ملے ہم سے جو اختیار آپ کو ديے
مجال ہے جو کبھی ایسے ہو یہ حق و اختیار اوروں کو دئے

JO HAQUE TUMHE MILE HUM SE JO AKHTYAAR AAP KO DIYE
MAJAAL HAIN JO KABHI AISE HO YEH HAQUE-O-AKHTYAAR OROON KO DIYE

Title: Urdu Ghazal or Shayari || love shayari