Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aaddatein si ho gayi || Hindi shayari love
Aaddatein si ho gayi hai Teri
Judaa kabhi Na hona tum
saanse yeh Tham jayengi meri
Door na Jana khabi tum
Title: Aaddatein si ho gayi || Hindi shayari love
Raste par unhe pukarte dekha hai || Hindi shayari || love shayari
Raste par unhe pukarte logo ko maine dekha hai,
Khidki se unhe zulfe sawarte mene dekha hai
Shayad unhe khabar hai unhe meri nazar lagi hai
Unhe aayine pe apna sadka utarne mene dekha hai…❤️
रास्तों पर उन्हें पुकारते लोगो को मैंने देखा है,
खिड़की से उन्हें जुल्फें संवारते मैंने देखा है,
शायद उन्हें खबर है उन्हे मेरी नज़र लगी है,
उन्हें आईने पे अपना सदका उतरते मैंने देखा है…❤️

