
Fir lakh maafiyan mang kade nahio bhulldiyan..!!

Samandar ke beech le jakar fareb karne ki zaroorat kya thi..
Tum kehte to kinare par hi doob jate hum 🙃….!!
समंदर के बीच ले जाकर फ़रेब करने की जरूरत क्या थी..
तुम कहते तो किनारे पर ही डूब जाते हम🙃….!!
Apko Chahne Se Bada Koi Kaam Nahi
Dil Apko Diya Hai Ye Apke Liye Koi Sogat Nahi
Chahte Bahut The Izhar Na Karna
Par Aap Ki Bekhudi Ke Aage Majbur Ho Baithe
Karke Izhar Jana Humne
Dil-e-Aalam Jo Sunaya Humne
Dil Khush Hua
Dil Ka Bhojh Thoda Kam Hua
Wo Chahe Faisla Mere Hak Mai Na Le
Par
Mohobbat Phir Bhi Hum Unse
Mohobbat Karte Rahege