
Enjoy Every Movement of life!

Wo Mera Sab Kuch Hai Bas Mera Muqadar Nahi ..
kaash wo Mera Kuch na Hota Sirf Mera Muqadar Hota…
woh jisko aankh bhar k mene dekha bhi nhi hai
woh shaks meri ankhon mein itna samaya hua hai
dil bhot qeemti hai mera har ksi ko nhi basati
sadiyon se sirf ek hi shaks ko basya hua hai ❤️
वो जिसको आंख भर के मैने देखा भी नही
वो शख्स मेरी आँखों में इतना समाया हुआ है
दिल बहुत कीमती है मेरा हर किसी को नही बसाती
सदियों से सिर्फ एक ही शख्स को बसाया हुआ है ❤️