Skip to content

jo hauna so hona || Motivational shayari Punjabi

Jo hass ke langh jaawe ohi o din sohna ae
fikraa ch na pyaa karo jo hauna so hona aae

ਜੋ ਹੱਸ ਕੇ ਲੰਘ ਜਾਵੇ ਓਹੀ ਓ ਦਿਨ ਸੋਹਣਾ ਏ
ਫਿਕਰਾਂ ਚ ਨਾ ਪਿਆ ਕਰੋ ਜੋ ਹੋਣਾ ਸੋ ਹੋਣਾ ਏ ..

Title: jo hauna so hona || Motivational shayari Punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hojau fanna 🔥✍️ || love hindi shayari

Love shayari-hindi shayari-Tum Mera Pahla☝️ Aur Akhari HoKya Tumne Mere ❣️ Ka Haal Suna❓🤨Tum Kaho Zindagi Bar Ruk Jau🤗Tum Kaho To Ho Jau Fanna😊😏😘
Tum Mera Pahla☝️ Aur Akhari Ho
Kya Tumne Mere ❣️ Ka Haal Suna❓🤨
Tum Kaho Zindagi Bar Ruk Jau🤗
Tum Kaho To Ho Jau Fanna😊😏😘

Title: Hojau fanna 🔥✍️ || love hindi shayari


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden