Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mere jaise tere halaat || Ulfat
Mere jaise tere halat ho jai.
Tujhko mujhse aise ulfat ho jai ❤
– kab tak uh kamosh rahe ge hm dono
Aab to kuch kahne ki himmat ho jai ❤
-apne khatir tujko gamgin dekh saku
Khash mere yeh khawab hakikat ho jai ❤
Title: Mere jaise tere halaat || Ulfat
us MOD par
अब जिंदगी के उस मोड पर खड़े है हम,
ना किसी के आने की खुशी है, ना ही किसी के जाने का ग़म।
Ab zindagi ke us mod par khade hai hum
Naa kisi ke aane ki khushi hai, aur naa hi kisi ke jaane ka gham.
