Skip to content

Joh Mera Hissa Woh || Tanhai

Joh Mera Hissa Woh Apne Saath Liye Phirte Hain,

Ussey Woh Apna Mukammal Jahan Karte Hain,

Yuh Toh Mujhse Mujhiko Churake Mujhe Tanha Kar Jaate Hain…

Khushnaseeb Hain Woh Jinse Woh Mera Hissa Baata Karte Hain,

Yuh Toh Phir Mukammal Apna Jahan Karte Hain,

Ki Mujhse Mujhiko Chukrake Mujhe Tanha Kar Jaate Hain…

Tanhai Ke Iss Daur Mein Kaun Kiska Hissa Sahi ?

Mohabbat Ki Justaju Mein, Kabhi Raanjha Roya Kabhi Heer Kahi,

Dard-E-Ashique Ka Ghut Pi, Dobara Mohabbat Karne Chale,

Dobara Iss Raah Mein Khudko Barbaad Karne Chale…

Title: Joh Mera Hissa Woh || Tanhai

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


इश्क की बात || tere bin || sad hindi shayari

ईश्क की बात जो उस रात अधूरी रह गई
एक मुलाकात तेरे साथ अधूरी रह गई
बेवक्त की बारिश में भीगे थे हम 
अबकी ये बरसात तेरे बाद अधूरी रह गई💔

Title: इश्क की बात || tere bin || sad hindi shayari


Khilaf🖕💯😏 || attitude shayari

Attitude hindi shayari || tum jinke sath ho...Hum unke khilaf hain..
tum jinke sath ho…Hum unke khilaf hain..