Jra Si Himmat Agr Ho Honslo Me…
Chali Aati Hai Manzil Thokro Me…
Enjoy Every Movement of life!
Jra Si Himmat Agr Ho Honslo Me…
Chali Aati Hai Manzil Thokro Me…
Shayad mein hi galat hoon, jo log mujhe sahi karne mein lge hein,
Jo kam meri zindagi tabaah kar de, wahi karne mein lge hein.
शायद मैं ही ग़लत हूं जो लोग मुझे सही करने में लगे हैं,
जो काम मेरी ज़िन्दगी तबाह कर दे, वही करने में लगे हैं।
Ek waqt tha ki tujhe pane ki zidd thi
Ek waqt tha ki tujhe pane ki zidd thi
Aur ab ye ek waqt hai ki tujhe dekhne ki bhi hasrat ni rahi💔