Skip to content

Juda ho jayenge || sad hindi shayari

TU LADI THTI MUJHSE KISI MUKAHLIF KI TARAH
JANA CHAHTI THI CHOR  KAR KISI IZTIRAR KI TARAH
KOI BANDISH NAHI RHEGI TERE LIE KABHI
CHALI JANA TU CHOR KAR KISI LIHAZ KI TARAH
NAHI ROK PAENGE TUJHE HAM KISI MAUT KI TARAH
JUDA HOJAENGE HAM RADHE KRISHNA KI TARAH
UNS THA MUJHE TERE SAATH BITAE HUE HAR EK PAL SE
WO TERI NAJAKAT BHARI HASI WO TERA LEHZA
WO TERI NAWAZISH WO TERI ROOHANIYAT
MUKTALIF THA SACH ME HAR EK LAMHA

Title: Juda ho jayenge || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hum Samay ka mol || Love hindi shayari

HUM SAMAY KA MOL || LOVE HINDI SHAYARI
Hum samay ka mol bhulaye baithe hai
or tanhayi se hath milaye baithe hai
humko bhoole tujhe sadiyaa ho gayi
or hum aaj bhi tujhse dil lagaye baithe hai




Mohobbat mein haare || sad but true || hindi shayari

Mohobbat mein hum unhe bhi haare hain
Jo kehte the hum sirf tumhare hain💔

मोहब्बत में हम उन्हें भी हारे है
जो कहते थे हम सिर्फ तुम्हारे है💔

Title: Mohobbat mein haare || sad but true || hindi shayari