Skip to content

Judaa rehti hai || hindi shayari ek tarfa pyar

लबों से जुदा रहती है आजकल, हंसी मेरी कहीं खो सी गई है..
नजरें ना जाने ढूंढ रहीं, लगे जैसे किसी की हो सी गई है..
दिल में हल-चल बरकरार है, धड़कन जैसी सो सी गई है..
एकतरफा ये जाने कैसा प्यार है? लगे गलती मुझसे हो सी गई है..

Title: Judaa rehti hai || hindi shayari ek tarfa pyar

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


dard ki inteha || sad 2 lines shayari hindi

Pachtayi bahot us k darwaze par dastak de kar
dard ki inteha ho gai jab uss ne poocha kon ho tum

Title: dard ki inteha || sad 2 lines shayari hindi


Teri aarzoo mEra khwaab hai || sad dard shayari

Teri aarzoo mera khwaab hai
Jiska rasta bahut kharab hai
Mere zakhm ka andaza na laga
Dil ka har panna dard ka kitab hai🙃

तेरी आरजू मेरा ख्वाब है
जिसका रास्ता बहुत खराब है
मेरे जख्म का अंदाजा न लगा
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है🙃

Title: Teri aarzoo mEra khwaab hai || sad dard shayari