Muskurao Kya Gum Hai.
Zindagi Me Tension Kisko Kam Hai.
Achchha Ya Bura To Kewal Bhram Hai
Zindagi Ka Nam Hi…
Kabhi Khushi Kabhi Gam Hai.
Muskurao Kya Gum Hai.
Zindagi Me Tension Kisko Kam Hai.
Achchha Ya Bura To Kewal Bhram Hai
Zindagi Ka Nam Hi…
Kabhi Khushi Kabhi Gam Hai.
kabhee jindagee mein kisee ke liye mat rona,
kyonki vo tumhaare aansuon ke qaabil na hoga,
aur jo in aansuon ke qaabil hoga,
vah tumhen rone hee nahin dega..
कभी जिंदगी में किसी के लिये मत रोना,
क्योंकि वो तुम्हारे आँसुओं के क़ाबिल ना होगा,
और जो इन आँसुओं के क़ाबिल होगा, वह तुम्हें रोने ही नहीं देगा..
