Skip to content

Kabhi na sochna akele ho tum || two line hindi shayari

Kabhi na sochna akele ho tum,
Akele hona Nahi hai koi jurm!

कभी न सोचना अकेले हो तुम,
अकेले होना नही है कोई जुर्म!

Title: Kabhi na sochna akele ho tum || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Amazing shayari hindi || Ek ajnabi se safar

Amzing love hindi shayari || Ek Ajnabi se safar me yun mulaqaat huyi thi..
Ek Ajnabi se safar me yun mulaqaat huyi thi..
baato hi baato me unse
baat huyi thi
yu to guzarti hai har roz ek shaam..
par jo unke sath safar me beeti wo alag hi
shaam huyi thi




Bepanah mohobat || love hindi Shayari

bas ek hi gustaakhi hui hai hamse
bepanah mohobat hui hai tumse

*बस एक ही गुस्ताखी हुई है हमसे*

*बेपनाह मोहब्बत हुई है तुमसे*..
Harsh✍️

Title: Bepanah mohobat || love hindi Shayari