Skip to content

Kahan gya aapnapan

Kisko yad karu

Kiski fariyad karu

Jo dil me hai wo sidha sidha bol deti hu to kya

Mujhe Bina soche samjhe hi judge karlonge kya …

Wo naraji ,wo bartav  kis se karonge rukha

Jab meri jindagi modeling aapne Rukh , tab rakh lena aapne pass ye bartav rukha

Jise har wakt yaad the itna

Usse hi aaisa bartav karonge kitna

Din se rat hone tak sab ke bare me soch ti hu

Kya lagta hai tum ko mujhe koi n lagta hai aapna

Ghussa karo par ghusse wala

Na tane Maro ki Tut jaye mere sabar ka tala

Title: Kahan gya aapnapan

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi

Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain

Title: Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi


Pata ni ki rishta tera te mera || ibadat karde haa

ਪਤਾ ਨਹੀਂ ਕੀ ਰਿਸ਼ਤਾ ਤੇਰਾ ਤੇ ਮੇਰਾ ,
ਤੇਰੇ ਪੈਰਾਂ ਥੱਲੇ ਤਲੀਆਂ ਧਰਦੇ ਹਾਂ
ਪਿਆਰ ਦਾ ਤਾ ਪਤਾ ਨਹੀਂ ਕੀ ਹੁੰਦਾ

ਅਸੀਂ ਤਾਂ ਬੱਸ ਇਬਾਦਤ ਕਰਦੇ ਹਾਂ

Title: Pata ni ki rishta tera te mera || ibadat karde haa