Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Faisla usi ka tha || sad shayari
Manzil bhi uski thi, rasta bhi uska tha,
Ek mein hi akela tha, baki sara kafila bhi uska tha,
Ek sath chalne ki soch bhi uski thi,
Aur baad mein rasta badlne ka faisla bhi usi ka tha..
मंजिल भी उसकी थी, रास्ता भी उसका था,
एक मैं ही अकेला था, बाकि सारा काफिला भी उसका था,
एक साथ चलने की सोच भी उसकी थी,
और बाद में रास्ता बदलने का फैसला भी उसी का था।
Title: Faisla usi ka tha || sad shayari
Pyaar

tumhe sangeet aur khud ko me gayak samjhta hu
auro ke vicharon se nahi avgat me itna hu
me bas kavya hu tera tumhe sheershak samjhta hu




