Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kya Hai or q Hai yeh zindagi || zindagi shayari
Kya Hai or q Hai yeh zindagi😕
Ek pal Ki Khushi do pal ka gum😐😑
Khushi se honth muskuraye Ni ankhe hojati num😥😢
Dil me dard bhare itne har pal takleefe Na Hoti Kam😮💨
Kosish v ab toh haar maangyi😢
Aakhir Khushi se jeene ko kre v toh
Kya kre hum😵
Uljhan se bandhe rehte sda🤔
Jo sulajne ka Naam hi na Leta🫤
Ae khud itna tu bta de🙄
Muskil O se Bhari yeh zindagi me tu hal q na deta😑
Title: Kya Hai or q Hai yeh zindagi || zindagi shayari
Lodh nahi || sad shayari punjabi
Hun lodh nahi hai teri
tu vapis hun aai naa
je aana hai taa soch lai
kyuki vapis kade fer jai naa
ਹੁਣ ਲੋਡ਼ ਨਹੀਂ ਹੈ ਤੇਰੀ
ਤੂੰ ਵਾਪਿਸ ਹੂਣ ਆਈ ਨਾਂ
ਜੇ ਆਣਾ ਹੈ ਤਾਂ ਸੋਚ ਲਈ
ਕਿਓਂਕਿ ਵਾਪਿਸ ਕਦੇ ਫੇਰ ਜਾਈ ਨਾਂ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷
