Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
maut insaanon ko aatee || Maut Sad Hindi shayari
kaise bhula doon us bhoolane vaale ko main,
maut insaanon ko aatee hai yaadon ko nahin..
कैसे भुला दूँ उस भूलने वाले को मैं,
मौत इंसानों को आती है यादों को नहीं..
Title: maut insaanon ko aatee || Maut Sad Hindi shayari
Tumse dooriyan nhi gawara || hindi shayari
अब फासलों के मुकाम बदल गए हैं ,
इस अनजाने रिश्तों के नाम बदल गए हैं ,
बस अब तुमसे दूरियां नहीं हैं गवारा ,
इश्क़ के कायल हुए हम रह गया अकेला दिल बेचारा …❤️
Ab faslon ke mukam badal gye hain,
Is anjaane rishton ke naam badal gye hain,
Bas ab tumse duriyan nhi hain gawaara,
Ishq ke kayal hue hum reh gya akela dil bechaara…….❤️
