Skip to content

IMG_1676024336560-4f2088cf

Title: IMG_1676024336560-4f2088cf

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


LAZWAAB HAI || PUNJABI STATUS 2 LINES

Chann hai asmani
te hawa thandi
te
uton teri yaad di garmehesh
la-jawaab hai

ਚੰਨ ਹੈ ਅਸਮਾਨੀ ਤੇ ਹਵਾ ਠੰਡੀ
ਤੇ ਓਤੋਂ ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਦੀ ਗਰਮਹਿਸ਼
ਲਾ-ਜਵਾਬ ਹੈ

Title: LAZWAAB HAI || PUNJABI STATUS 2 LINES


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya