Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye duniya usi ko salaam karti hai || two line shayari || true lines
Janab ye duniya usi ko salam karti hai
Jiske pass paisa ho power ho ya jiska khauf ho💯
जनाब ये दुनिया उसी को सलाम करती है
जिसके पास पैसा हो पावर हो या जिसका खौफ हो💯
Title: Ye duniya usi ko salaam karti hai || two line shayari || true lines
Mulakat || sad Hindi shayari
Kabhi hum sath hote the
To mulakat hoti thi❤
Aaj mulakate to hai
Par vo sath nhi hai..!!💔
कभी हम साथ होते थे
तो मुलाकात होती थी❤
आज मुलाकातें तो है
पर वो साथ नहीं है..!!💔

