Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kamsin c ladki || in love
Kanto par chal kar phoolo se bate karti sapno ki unchi udaan zamane se darti toofan me kashti utare vo kamsin si ladki nayi nayi umange aur khawahishon ka jharna hai khud se khud ka rishta tay karna hai🫣 
Tujhe taqdeer badalni hogi || 2 lines shayari on taqdeer
me tere naseeb ki barish nahi jo tijhpe baras jaau
tujhe takdeer badalni hogi paane ke liye
मैं तेरे नसीब कि बारिश नहीं जो तुझपे बरस जाऊं,,,😌
तुझे तक़दीर बदलनी होगी मुझे पाने के लिए!!!…..😉😉😉
