
dil de ne neat balliye
asi yaaria ch tez ashqui ch weak balliye
oh karke bharosa menu dil deke vekh
Arsh karda ni tenu kade cheat balliye

गुज़र रहे हैं जिंदगी के पल कभी खुशी में तो कभी ग़मी में ।
होती हैं खुशियां कभी सातवें आसमा पर ओर कभी ज़मी पे।
Guzr rahe hain zindagi ke pall kabhi khushi me to kabhi gami me…..
hoti hain Khushyan kabhi saatwe aasma pr or kabhi zamee pe….
Kya Hai or q Hai yeh zindagi😕
Ek pal Ki Khushi do pal ka gum😐😑
Khushi se honth muskuraye Ni ankhe hojati num😥😢
Dil me dard bhare itne har pal takleefe Na Hoti Kam😮💨
Kosish v ab toh haar maangyi😢
Aakhir Khushi se jeene ko kre v toh
Kya kre hum😵
Uljhan se bandhe rehte sda🤔
Jo sulajne ka Naam hi na Leta🫤
Ae khud itna tu bta de🙄
Muskil O se Bhari yeh zindagi me tu hal q na deta😑