Skip to content

Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari

Karlo ibadat bhi is waqt se
Ke laut aaye bachpan ek baar fir…
Jab rukte nahi the pair khwabon ke piche se,
Daurhti rahe ye dhadkan ek baar fir…💕

करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…💕

Title: Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


today girls nature || hindi 2 lines status

Badalti Hai vo Aashiq Jooton(shoes) Ko Nahin ,,
Marti Hai vo Hamen kutte Ko nahin🤕🤕🤕🤕

Title: today girls nature || hindi 2 lines status


Bechain ho jaye dil || love shayari hindi

BECHAINIYAA…………..

JAB BHI DIL MEIN  TERA NAAM AJAYE 

 THO DHADKE MERA DIL AISE BAAR BAAR,

AGAR DEKHLU TERI TASVEER BHI 

THO DIL BHI HOJAYE MERAA BECHAIN RE…….

Title: Bechain ho jaye dil || love shayari hindi