Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humse na puchiye || sad Hindi shayari || sad in love

Matt hi puchiye roothna kise kehte hain..!!
Mohobbat ki raahon pe bikhre pde hain sahib
Humse na puchiye ye tutna kise kehte hain..!!
Title: Humse na puchiye || sad Hindi shayari || sad in love
na thaharo mere dil kee vaadi || Ishq Shayari HIndi
न ठहरो मेरे दिल की वादी में चलते चले जाओ,
रूकोगी तो फिर से इश्क कर बैठोगी..
na thaharo mere dil kee vaadee mein chalate chale jao,
rookogee to phir se ishk kar baithogee..
