Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
देख कर तुमको || waah shayari hindi
dekh kar tumko aksar hame yeh ehsaas hota hai
kabhi kabhi dukh dene wala bhi kitna khaas hota hai
देख कर तुमको अक्सर हमे ये एहसास होता है …
कभी कभी दुःख देने वाला भी कितना ख़ास होता है 😭 💔 😢
Title: देख कर तुमको || waah shayari hindi
Uski raah dekha karte hain || hindi love shayari
Khuda ke bahane uski raah dekha karte hai
Naumeed mein umeed jagane har khuaab mein use dekha karte hai❤
खुदा के बहाने, उसकी राह देखा करते है।।
नाउम्मीद मे उम्मीद जगाने, हर ख्वाब मे उसे देखा करते है।।❤

